Yeh Zindagi Ka Fasaana Hai Kya Lyrics | Mil Gayee Manzil Mujhe

                        
                        ye zindagi ka fasana hai kya
ye zindagi ka fasana hai kya
mohabbat na ho to zamana hai kya
la la la la la la lala
la la la la la la lala

ye zindagi ka fasana hai kya
mohabbat na ho to zamana hai kya
la la la la la la lala
la la la la la la lala
ye zindagi ka fasana hai kya

in husn se har mehfil saji hai
iss ishk se hi ronak lagi hai

in husn se har mehfil saji hai
iss ishk se hi ronak lagi hai
jeene ka warna bahana hai kya
la la la la la la lala
ha aaha ha aaha
ye zindagi ka fasana hai kya

palko pe hum na inko bithae
zulfo ke saaye me na sulaye
palko pe hum na inko bithae
zulfo ke saaye me na sulaye
do aashiko ka thikana hai kya
ha ha ha ha ha ah haha
ye zindagi ka fasana hai kya

jo zindagi se ghabra gaye hain
chal kar wo mere pass aa gaye hain
jo zindagi se ghabra gaye hain
chal kar wo mere pass aa gaye hain
tu door hai kyu deewana hai kya
la la la lalala
ye zindagi ka fasana hai kya

tu khubsurat hai dilruba hai
afsos lekin tu bewafa hai

tu khubsurat hai dilruba hai
afsos lekin tu bewafa hai
sach isse purana kya hai
la la la la lalalala
ye dilagi kya fasana hai kya
nazar ka hai dhoka zamana hai kya
la la la lala la la la lalalaa
la la la lala la la la lalalaa
ho la la la lala
hey la la lala lka lala.