Dil Se Hai Pyara Jiska Ishaara Lyrics | Mohar

                        
                        Dil se hai pyara jiska ishara
Dil usi ka deewana
Dil se hai pyara jiska ishara
Dil usi ka deewana
Chand sitare us par vare
Pyar hai uska najrana
Dil se hai pyara jiska ishara
Dil usi ka deewana

Dekh ke jiska jalva
Suraj pani barta hai
Ha suraj pani barta hai
Aasman me uthte aage
Jhuk kar sajde karta hai
Tu jhuk kar sajde karta hai
Mast hawaye jab laharaye
Gaye usi afana
Dil se hai pyara jiska ishara
Dil usi ka deewana

Wo jo baho me aan mile to
Sok bahare sarmaye
Bhule se jo hans dete
Phulo ko pasine aa jaye
Phulo ko pasine aa jaye
Hosh udha ja samne aa ja
Aake kyu hai begana

Dil se hai pyara jiska ishara
Dil usi ka deewana
Chand sitare us par vare
Pyar hai uska najrana
Dil se hai pyara jiska ishara
Dil usi ka deewana.