Guncha Hai Lyrics | Mujhe Kucch Kehna Hai

Lyricist : Sameer
Music Director : Vashu Bhagnani , Anu Malik
Singer : Sonu Nigam
                        
                        Guncha hai gul hai
Mausam mein bahar hai
Sab aa chuke hai
Tera intezaar hai
Aaja aaja aaja
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai

Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
La la la

Meri aankhon mein dilbar
Tera chehra chuppa hai
Maine dhadkano pe
Naam tera likha hai
Dhoondta hoon bahane
Tu kahin to mile
Jaaneman aashiqi ke
Ho shuru silsile
Aaja aaja aaja
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai

Apni deewaangi ko
Mein chupata raha
Dard-e-dil ko hamesha
Main dabaata raha
Chain lene na
Deti beqarari meri
Hosh mein rehne na
De ab khumari teri

Aaja aaja aaja
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai.