Saathi Aisa Lagta Hai Lyrics | Naa Mumkin

Lyricist : Anjaan
Music Director : Bidhu S Jha , R D Burman
Singer : Lata Mangeshkar
                        
                        Saathi aisa lagta hain
Pyasi meri sanse
Itne janmo se yaha har pal
Jise dhunde wohi hain tu
Saathi aisa lagta hain
Pyasi meri sanse
Itne janmo se yaha har pal
Jise dhunde wohi hain tu

Har pal teri yado mein gujaru
Suni teri rahe niharu
Bole mera man man ki lagan
Aake meri baho mein sama ja
Saathi aisa lagta hain
Pyasi meri sanse
Itne janmo se yaha har pal
Jise dhunde wohi hain tu

Dekhu kabhi sapna jo tera
Sochu kabhi jab tu hai mera
Itni khushi jaye na sahin
Karu kya main mujhe ye bata ja
Saathi aisa lagta hain
Pyasi meri sanse
Itne janmo se yaha har pal
Jise dhunde wohi hain tu

Yu hi kabhi tan ko sawaru
Sazke jaha man mein niharu
Bazne lage shehnaiya
Aake mujhe gale to laga ja
Saathi aisa lagta hain
Pyasi meri sanse
Itne janmo se yaha har pal
Jise dhunde wohi hain tu
Wohi hai tu.