Tu Kal Chala Jaayega (Sad Version) Lyrics | Naam

                        
                        tu kal chala jayega, to main kya karunga
tu kal chala jayega, to main kya karunga
tu yaad bahut aayega, to main kya karunga
tu kal chala jayega
chhod jayega yaha, tu kayi kahaniya
chhod jayega yaha, tu kayi kahaniya
umar bhar rulayegi, ye teri nishaaniyan
umar bhar rulayegi, ye teri nishaaniyan
ye teri nishaniya
tu luat ke na aayega, to main kya karunga
tu luat ke na aayega, to main kya karunga
tu yaad bahut aayega, to main kya karunga
tu kal chala jayega