Athani Jaha Amma Lyrics | Naya Aadmi

                        
                        Athani jaha amma
Rupiya hove baap
Aisi duniya me
Bhaiya jina bhi  hai pap
Jina hai pap
Athani jaha amma
Rupiya hove baap
Aisi duniya me
Bhaiya jina bhi  hai pap
Jina hai pap

Pani ya pawan ya
Chand ki chandaniya
Paise se kharid ke
Dikhaye zara duniya
Pani ya pawan ya
Chand ki chandaniya
Paise se kharid ke
Dikhaye zara duniya
Phir din rat kaisa
Paise ka ye jap
Arey  paise ka ye jap
Aisi duniya me
Bhaiya jina bhi  hai pap
Jina hai pap
Athani jaha amma
Rupiya hove baap
Aisi duniya me
Bhaiya jina bhi  hai pap
Jina hai pap

Dhan ke chirakh
Me na chain paye man
Bolo kis kam phir
Aayega ye dhan
Dhan ke chirakh
Me na chain paye man
Bolo kis kam phir
Aayega ye dhan
Dhan hi dhna aisa
Bhi to hai sharaf
Aisi duniya me
Bhaiya jina bhi  hai pap
Jina hai pap
Athani jaha amma
Rupiya hove baap
Aisi duniya me
Bhaiya jina bhi  hai pap
Jina hai pap

Mili hai ye zindagi to jine ke liye
Hansi hansi kha le aur pine ke liye
Mili hai ye zindagi to jine ke liye
Hansi hansi kha
Le aur pine ke liye
Sab kuch to hote
Huye roke kyu hai hath
Aisi duniya me
Bhaiya jina bhi  hai pap
Jina hai pap
Athani jaha amma
Rupiya hove baap
Aisi duniya me
Bhaiya jina bhi  hai pap
Jina hai pap.