Chori Nahin Ki Lyrics | Nayee Padosan

                        
                        Chori nahin kee hai
daaka nahin daala
Logon se chhupaana bhi kya
Teri nazron ka
jaadu matwaala
Dheere dheere

chhaaya nasha
Sun zara saathiya
pyaar humne kiya
Sun zara saathiya
pyaar humne kiya
Socha na samjha tumhein
humne dil de diya

Dil de diya dil de diya
Chori nahin kee hai
daaka nahin daala
Logon se chhupaana bhi kya
Teri nazron ka jaadu matwaala
Dheere dheere chhaaya nasha
Sun zara saathiya
pyaar humne kiya
Sun zara saathiya
pyaar humne kiya
Socha na samjha tumhein
humne dil de diya

Dil de diya dil de diya

Badi rangeen fizaayein
hai suhaana sama
Aise mein kyun na
chhede pyaar ki daastaan
Kabhi haan kabhi na
yun hi karte rahen
Ek duje pe hum
yun hi marte rahen

Kabhi haan kabhi na
yun hi karte rahen
Ek duje pe hum
yun hi marte rahen
Maana jab na jiya
pyaar humne kiya

Ho maana jab na
jiya pyaar humne kiya
Socha na samjha
tumhein humne dil de diya

Jhuk gayi jhuk gayi
Haan dil de diya dil de diya

Chori nahin kee hai
daaka nahin daala
Logon se chhupaana bhi kya

Mere honton pe jaana
bas tera naam hai
Tujhe karna mohabbat
ab mera kaam hai

Oh tere bin mere
din kate na meri jaan
Tu yahaan tu wahaan
dekhti hoon jahan

Tere bin mere din

kate na meri jaan
Tu yahaan tu wahaan
dekhta hoon jahan

Kya kiya beliya
pyaar humne kiya

Oh kya kiya beliya
pyaar humne kiya
Socha na samjha tumhein
humne dil de diya
Dil de diya