Husn Jab Jab Ishq Se Lyrics | Neend Hamari Khwab Tumhare - 1966

                        
                        Husn jab jab ishk se takra gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Jab kabhi paigame ulfat aa gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya

Pyar kahte hai jise
Hai konse jadu ka nam
Pyar kahte hai jise
Hai konse jadu ka nam
Aaj karti hai isara dil ka
Ho jata hai kam
Muskura kar chot jab dil kha gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya

Is mohabbat ko tadap samjhe
Ya betabi kahe
Is mohabbat ko tadap samjhe
Ya betabi kahe
Bekarar dil ki ya rato ki betabi kahe
Raz ye jis din samjh aa gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya
Sari dunia par nasha sa chha gaya
Husn jab jab ishk se takra gaya.