Oonch Neech Beech Ki Adbhut Lyrics | Oonch Neech Beech

                        
                        Bhavsagar par laga hain mela
Bhai santan ki di
Bhavsagar par laga hain mela
Bhai santan ki di
Dharam karam bharam ki lila

Raja rank fakir
Kon utare par ke tu hi
Nav kinara pani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani

Tan man bol bachan
Ne tere sara jal bichhaya
Tan man bol bachan
Ne tere sara jal bichhaya
Dekho to jag kaya chhaya
Socho to sab maya
Dekho to jag kaya chhaya
Socho to sab maya
Kumb me jal hain
Jal me kumb hain
Bahar bhitar pani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani

Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani

Ramta jogi bahta pani
Kal samay ki lehar
Ek ki bhor duje ki sanjh hain
Tije ki daupehar
Rut rut badle rup budapa
Bachpan aur jawani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani
Unch nich bich kaisi
Adbhut bhari kahani.