Kero Mama, Duniya Mane Bura To Goli Maro Lyrics | Paan Singh Tomar

                        
                        mamaiya kero kero kero mama kero mama
duniya mane bura to goli maro goli maro
dar ke jina hai koi jina yaro jina yaro
duniya mane bura to goli maro goli maro
dar ke jina hai koi jina yaro jina yaro
yaro pe sada jaan kro fida dusman ko ye bata do
dusmani hai kya yaaro pe sada jaan kro fida
dusman ko ye bata do dusmani hai kya
mamaiya kero kero kero mama kero mama

jb jal pare ham to rukte nhin
aandhi ke aage bhi jhukte nahi
sa jhukaye jo har jaye jo
o aadmi bhi aadmi hain kya
duniya mane bura to goli maro goli maro
dar ke jina hai koi jina yaro jina yaro
yaaro pe sada jaan kro fida
dusman ko ye bata do dusmani hai kya
mamaiya kero kero kero mama kero mama

ghar ne jo dil se nikala hame
in raston ne hai pala hame
muskurake ke ham jhelte hain gam
ro ke hi bite wo zindgi hain kya
duniya mane bura to goli maro goli maro
dar ke jina hai koi jina yaaro jina yaro
yaro pe sada jaan kro fida
dusman ko ye bata do dusmani hai kya
mamaiya kero kero kero mama kero mama

are kahne do badnam barbad hain
lekin ham hi log aabad hain
dil khe jidhar are chal diye udhar
hamse pucho aajadi hain kya
duniya mane bura to goli maro goli maro
dar ke jina hai koi jina yaro jina yaro
yaaro pe sada jaan kro fida
dusman ko ye bata do dusmani hai kya
mamaiya kero kero kero mama kero mama