Sapne Saja Kar Lyrics | Paandav

                        
                        Sapne saja kar apna bana kar

Apno ne dhokha diya
Kaise kahenge humko hamare
Sapno ne dhokha diya
Sapne saja kar

Mangi thi humne
Chahat ki khushiya
Ruswai humko mili
Dil ko mile gham
Aankhon ko aansu
Tanhai humko mili
Us bewafa ne humko wafa ka
Inam jaisa diya
Sapne saja kar apna bana kar
Apno ne dhokha diya
Sapne saja kar

Sikwa nahi hai koi kisi se
Koi shikayat nahi
Kyu jee rahe hai
Jab koi humko
Jeene ki chahat nahi
Dil bujh gaya hai
To kyu jal raha hai
Ye zindagi kla diya
Sapne saja kar apna bana kar
Apno ne dhokha diya
Kaise kahenge humko hamare
Sapno ne dhokha diya

Sapne saja kar.