Indian Film History

Bhang Ne Rang Jamaya Lyrics

From Paap Ki Aandhi (1991)

Singers
Amit Kumar
Lyricist
Anand Bakshi
Duration
6:21
Bhang ne rang jamaya Peeke sang samajh mein aaya Bhang ne rang jamaya Peeke sang samajh mein aaya Main kaisa ban gaya Main waisa ban gaya Main kaisa ban gaya Main waisa ban gaya Jaisa is duniya ne banaya Bhang ne rang jamaya Peeke sang samajh mein aaya Bhang ne rang jamaya Peeke sang samajh mein aaya Pahle hi ragde mein Dekh tamasha pyare Pahle hi ragde mein Dekh tamasha pyare Sar pe rakh ke pauv Bhag gaye gam sare Bhag gaye gam sare Bhul gaya main sab kuch Naam bhi yaad na aaya Bhang ne rang jamaya Peeke sang samajh mein aaya Bhang ne rang jamaya Peeke sang samajh mein aaya Dharti uth gayi upar Ambar gir gaya niche Dharti uth gayi upar Ambar gir gaya niche Sidha swag mein pahucha Apni ankhiya miche Apni ankhiya miche Main pariyo ke desh se Lekin wapas kaise aaya Bhang ne rang jamaya Peeke sang samajh mein aaya Bhang ne rang jamaya Peeke sang samajh mein aaya Maine thodi peekar Tisri aankh jo kholi Maine thodi peekar Tisri aankh jo kholi Mang le jo tu chahe Ye duniya mujhse boli Duniya mujhse boli Thik se mujhko yaad nahin Maine kya farmaya Bhang ne rang jamaya Peeke sang samajh mein aaya Bhang ne rang jamaya Peeke sang samajh mein aaya Main kaisa ban gaya Main waisa ban gaya Main kaisa ban gaya Main waisa ban gaya Jaisa is duniya ne banaya Bhang ne rang jamaya Peeke sang samajh mein aaya Bhang ne rang jamaya Peeke sang samajh mein aaya.

More songs from Paap Ki Aandhi

Bhang Ne Rang Jamaya Lyrics - Paap Ki Aandhi (1991) | Indian Film History