Wah Kya Cheez Jawani Lyrics | Poochho Mere Dil Se

                        
                        Sach sach kaheta hoon kasam se
Wah kya cheez jawani
Jis mein mast hain masti
Ye hain wahi kahani
Iss mein pyaar hain
Maza hain nasha hain
Iss ka to jaadu hain
Dil pe hi chhaya hua hain

Sach sach kaheta hoon kasam se
Wah kya cheez jawani
Jis mein mast hain masti
Ye hain wahi kahani
Iss mein pyaar hain
Maza hain nasha hain
Iss ka to jaadu hain
Dil pe hi chhaya hua hain

Kyaa koi roke tez hawa
Yaa bahete paani ko

Parjan cheej koi nahi
Jo bandhe jawani ko

Kyaa koi roke tez hawa
Yaa bahete paani ko
Parjan cheej koi nahi
Jo bandhe jawani ko
Sach sach kaheta hoon kasam se
Wah kya cheez jawani
Jis mein mast hain masti
Ye hain wahi kahani
Iss mein pyaar hain
Maza hain nasha hain
Iss ka to jaadu hain
Dil pe hi chhaya hua hain

Ye hain badi chanchal ziddi
Alhad deewani hain
Manamani karti hain ye
Isski nishani hain

Ye hain badi chanchal ziddi
Alhad deewani hain
Manamani karti hain ye
Isski nishani hain
Sach sach kaheta hoon kasam se
Wah kya cheez jawani

Jis mein mast hain masti
Ye hain wahi kahani
Iss mein pyaar hain
Maza hain nasha hain
Iss ka to jaadu hain
Dil pe hi chhaya hua hain

Chori chhupake jab aaye jawani
Pankh bina udd jaaye mann
Dekha woh hote hain arman
Naache har dhadkan

Chori chhupake jab aaye jawani
Pankh bina udd jaaye mann
Dekha woh hote hain arman
Naache har dhadkan
Sach sach kaheta hoon kasam se
Wah kya cheez jawani
Jis mein mast hain masti
Ye hain wahi kahani
Iss mein pyaar hain
Maza hain nasha hain
Iss ka to jaadu hain
Dil pe hi chhaya hua hain

Sach sach kaheta hoon kasam se
Wah kya cheez jawani
Jis mein mast hain masti
Ye hain wahi kahani

Iss mein pyaar hain
Maza hain nasha hain
Iss ka to jaadu hain
Dil pe hi chhaya hua hain.