Ilaahi Lyrics | Pranaam

                        
                        Jaana chahe badalon ke paar bhi
Aur jameeno se jude hai taar bhi
Jaana chahe badalon ke paar bhi
Aur jameeno se jude hai taar bhi

Jaane talashe hai kya? ye dil parinda
Dhundhe hai ghar ka pata, ye dil parinda
Tukde-tukde hoke nadaan rehta hai jinda
Jaane talashe hai kya? ye dil parinda
Dhundhe hai ghar ka pata, ye dil parinda
Ilaahi.. Ilaahi.. Ilaahi.. Ilaahi..

Sapne mere aise toote jaise thaare tere
Aabki aankhein aise barshi, baadal haare tere
Mere haathon se kyun gir gayi har duaa
Sab ka hai tu Khuda, kyun na mera hua?
Ilaahi.. Ilaahi.. Ilaahi.. Ilaahi..

Aapne haathon ujde hai hum, sikwa bhi kya kare?
Jarra-jarra bikhre hai hum, jode se kya jude
Hum wo padh na sake, jo bhi tune likha
Chal hatheli se ab ye lakeere mila
Ilaahi.. Ilaahi..

Jaane talashe hai kya? ye dil parinda
Dhundhe hai ghar ka pata, ye dil parinda
Tukde-tukde hoke nadaan rehta hai jinda
Jaane talashe hai kya? ye dil parinda
Dhundhe hai ghar ka pata, ye dil parinda.