Ae Tum Baahar Kahan Chale Lyrics | Pyaara Dushman

Lyricist : Indeevar
Music Director : Subhash Sagar , Bappi Lahiri
Singer : Asha Bhosle
                        
                        Ae tum bahar kahan chale pyaare
Hai sab kuch ghar mein tumhare
Kaho to main ho geet koi gaaun
Kaho to main ho naachke dikhau

Tum bahar kahan chale pyaare
Hai sab kuch ghar mein tumhare
Kaho to main ho geet koi gaaun
Kaho to main ho naachke dikhau

Lala aa.. Lala aa..
Ankho ki ye pyaali honth ki ye lalai
Utre na jiska nasha
Saada si aada hai aada mein wafa hai
Gham ki dawa hai wafa

Ankho ki ye pyaali honth ki ye lalai
Utre na jiska nasha
Saada si aada hai aada mein wafa hai
Gham ki dawa hai wafa
Tum jo kaho ho baaho mein chhupau
Tum jo kaho ho palko pe bithaau
Tum bahar kahan chale pyaare
Hai sab kuch ghar mein tumhare

Kabhi rakka sa kabhi mehbooba
Kabhi shari-ke-hayaat
Kabhi to main saaki kabhi to main daasi
Har tumhare hun saath

Kabhi rakka sa kabhi mehbooba
Kabhi shari-ke-hayaat
Kabhi to main saaki kabhi to main daasi
Har tumhare hun saath
Roop tumhe ho kaunsa dikhau
Kaho kaise ho dil behlau

Tum bahar kahan chale pyaare
Hai sab kuch ghar mein tumhare
Kaho to main ho geet koi gaaun
Kaho to main ho naachke dikhau.