Pyar Ki Pyas Lyrics | Pyar Ki Pyas

                        
                        Pyar ki pyas pyar ki pyas
Pyar ki pyas
Kya dharti aur kya aakash
Kya dharti aur kya aakash
Sabko pyar ki pyas
Pyar ki pyas pyar ki pyas
Sarita ko sagar ki pyas
Sagar mein lehro aa was
Sarita ko sagar ki pyas
Sagar mein lehro aa was
Lehre uth uth jana chahe
Punam ke chanda ke paas
Man se man ko har jivan ko
Man se man ko har jivan ko
Ek aas vishvas
Pyar ki pyas
Kya dharti aur kya aakash
Sabko pyar ki pyas
Pyar ki pyas

Lakho taaro ki aankhe
Raat ko bhar bhar aati hai
Bhor bhaye to kaliyo par
Shabanam jhar jhar jati hai
Pran ka patjhad pal pal dhunde
Pran ka patjhad pal pal dhunde
Jivan ka madhumas
Pyar ki pyas
Kya dharti aur kya aakash
Sabko pyar ki pyas
Pyar ki pyas.