Sau Saal Tak Rahe Ye Zamana Lyrics | Pyar Kiya Hai Pyar Karenge

                        
                        teri duniya me aisa din
khushi ka baar baar aaye
koi mausam na badle
jab kabhi aaye bahar aaye
ae dost ye dua meri
ae dost ye dua meri
tohfa hai pyar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
ae dost ye dua meri
ae dost ye dua meri
tohfa hai pyar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
chahat ki aarjue hamesha rahe jawan
chahat ki aarjue hamesha rahe jawan
kismat bhi teri tujhpe rahe
yu hi maharban, sukhe na koi phul
sukhe na koi phul, kabhi tere haar ka

sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
ae dost ye dua meri
chahra tera chamakta rahe jaise aaftab
chahra tera chamakta rahe jaise aaftab
sharmaye jisko dekh ke
kaliyo ka bhi shabab
naksa hai kya hasin
naksa hai kya hasin
mere aitbar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
ae dost ye dua meri
ae husn baar baar mera dil tujhe kahe
ae husn baar baar mera dil tujhe kahe
hazir bhi hai jaan jo kaam kisi aa sake
arman bas yehi hai
arman bas yehi hai dile bekarar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
ae dost ye dua meri tohfa hai pyar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka
sau saal tak rahe ye zamana bahar ka