Ae Mere Humsafar Lyrics | Qayamat Se Qayamat Tak

                        
                        Ae mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil yaar ki
Ae mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil yaar ki

Ab hai judaai ka mausam
Do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega ndhera
Kyoon naa thamega toofan
Ab hai judaai ka mausam
Do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega andhera
Kyoon naa thamega toofan
Kaise naa milegi manzil pyaar ki
Ae mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de
Rahi hain manzil pyaar ki

Pyaar ne jahan pe rakha hai
Jhoomke kadam ek baar
Vahin se khula hai koi rasta
Vahin se giri hai deewaar
Pyaar ne jahan pe rakha hai
Jhoom ke kadam ek baar
Vahin se khula hai koi rasta
Vahin se giri hai deewaar
Roke kab ruki hai manzil pyaar ki
Ae mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki
Ae mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de
Rahi hai manzil pyaar ki.