Akele Hain To Kya Gham Hai Lyrics | Qayamat Se Qayamat Tak

                        
                        Akele hai to kya gham hai
Chaahe to humaare
Bas mein kya nahin
Bas yek zara sath ho tera
Tere to hai hum kab se sanam
Akele hai to kya gham hai
Chaahe to humaare
Bas mein kya nahin
Bas ek zara sath ho tera
Tere to hai hum kab se sanam
Akele hai to kya gham hai

Ab ye nahin sapna ye sab hain apna
Ab ye nahin sapna ye sab hain
Apna ye jaha pyaar ka
Chhotaan sa ye aashiyaan bahaar ka
Bas yek zara sath ho tera
Tere to hai hum kab se sanam
Akele hai to kya gham hai

Phir nahin tutega
Hum pe koi tufaan
Phir nahin tutega
Hum pe koi tufaan
Sajana dekhna
Har tufaan ka main
Karungi samana
Bas yek zara sath ho tera
Tere to hai hum kab se sanam
Akele hai to kya gham hai

Ab to mere sajan bitega har din
Ab to mere sajan bitega har din
Pyaar ki baahon mein
Rang jaayegi rut teri adaao mein
Bas yek zara sath ho tera
Tere to hai hum kab se sanam
Akele hai to kya gham hai
Chaahe to humaare
Bas mein kya nahin
Bas yek zara sath ho tera.