Piya Jaise Ladoo Motichur Wale Lyrics | Radio

                        
                        Piya jaise ladoo motichur wale
Manwa ma phute ho
Manwa ma phute ho
Har le jaaye unki do batiya
Jag saara chootey ho
Jag saara chootey ho

Piya jaise ladoo motichur wale
Manwa ma phute ho
Manwa ma phute ho

Piya jaise ladoo

Hooo ek dil magar kyun
Rakhta hai yeh gum kai
Chahe bewajaha magar
Tadapta hai yeh har ghadi

Haan yeh kambhakht manta hi nahi ooooo o
Piya jaise ladoo motichur wale
Manwa ma phute ho
Manwa ma phute ho

Pura nahi hoth shringar
Jab tak lade na theekhe najariya

Pura nahi hoth shringar
Jab tak lade na theekhe najariya

Ek dil hai magar kyun
Rakhta hai yeh hum kai
Tadapta hai yeh har ghadi
Haan yeh kambhakht manta hi nahi
Ooooo o

Piya jaise ladoo motichur wale
Manwa ma phute ho
Manwa ma phute ho

Jo tum kabhi muskuraye
To laga hai yeh muzko
Is zindagi bewajaha to nahi hai haan
To laga hai yeh muzko
Is zindagi bewajaha to nahi hai haaan

Ooo ek dil hai magar kyun
Rakhta hai yeh hum kai
Tadapta hai yeh har ghadi
Haan yeh kambhakht manta hi nahi
Ooooo o

Piya jaise ladoo motichur wale
Manwa ma phute ho
Manwa ma phute ho

Piya jaise ladoo..