Main Kya Mera Afsana Kya Likhe Hue Ko Mittana Kya Lyrics | Rajput

Lyricist : Kaif Irfani
Music Director : Lekhraj Bhakri , Hansraj Behl
Singer : Suraiya
                        
                        main kya mera afsana kya
mite huye ko mitana kya
dil ki lagi ko sab rote hai
bulbul kya parwana kya
main kya mera afsana kya
mite huye ko mitana kya

aankh me hasrat, dil fariyadi
aankh me hasrat, dil fariyadi
kismat me thi ye barbadi
kismat me thi ye barbadi
bikhar gaye hai taar hi dil ke
tuta saaz bajana kya
main kya mera afsana kya
mite huye ko mitana kya

aankh se aansu jo bahte hai
aankh se aansu jo bahte hai
kahte hai to ye kahte hai
kahte hai to ye kahte hai
bedardo ki is duniya ko
sapne jigar dikhlana kya
main kya mera afsana kya
mite huye ko mitana kya