Ram Jaane (Sad Version) Lyrics | Ram Jaane

                        
                        sab apane ghar mein paida huwa
mujhko gali mein fenka gaya
na jaane mere maa baap ka
yeh pyaar tha koyi paap tha
ya ram ka tha yeh kaam jaane
ram jaane, ram jaane, ram jaane, ram jaane