Tauba Ashiq Aur Aisa Lyrics | Rama O Rama

                        
                        Tauba aashiq aur aisa
Tere jaisa pagal premi
Hoga koi na hoga koi
Mar gayi mit gayi re
Main tujhpe fida ho gayi
Mar gayi mit gayi re
Main tujhpe fida ho gayi
Ho tere jaisa pagal premi
Hoga koi na hoga koi
Mar gayi mit gayi re
Main tujhpe fida ho gayi
Mar gayi mit gayi re
Main tujhpe fida ho gayi

O aanchal kisi ka kabhi
Yu tham lete nahin
De deke dil pyar mein
Yu jaan dete nahin
Dil ki aabat mohabat
Ki kimat ada ho gayi
Dil ki aabat mohabat
Ki kimat ada ho gayi
Ho tere jaisa pagal premi
Hoga koi na hoga koi

Ab pyar dekhunga
Lagta hai ab chain ke
Din char dekhunga
Shukariya meri jaa meharba
Dil tera ho gaya
Shukariya meri jaa meharba
Dil tera ho gaya
Tere jaisi pagal ladki
Hogi koi na hogi koi
Mar gaya mit gaya bas
Main tujhpe fida ho gaya
Mar gaya mit gaya bas
Main tujhpe fida ho gaya

Tere bina ab mujhe
Duniya mein rahna nahin
Ye pyar hain pyar to
Karna hai kahna nahin
Bat kya thi magar ab
Bat kya se kya ho gayi
Ha bat kya thi magar ab
Bat kya se kya ho gayi
Ho tere jaisa pagal premi
Tere jaisi pagal ladki
Mar gayi mit gayi re
Main tujhpe fida ho gayi
Mar gaya mit gaya bas
Main tujhpe fida ho gaya.