Chanda Ki Chandni Lyrics | Roshni

                        
                        Chanda ki chandni ko dekha hai
Suraj mein kitana ujhala hai
Chanda ki chandni ko dekha hai
Suraj mein kitana ujhala hai
Lekin kisine tere noor nahi
Roshani roshani roshani roshani..
Chanda ki chandni ko dekha hai

Suraj mein kitana ujhala hai
Lekin kisine tere noor nahi
Roshani roshani roshani roshani..
Haan chanda ki chandni ko dekha hai

Teri nazar mein jadoo hain
Jhulfo mein teri khusboo hain
Chehare pe saanjh ki laali hain
Tu kitani bholi bhali hain
Dilkash shaam savere hain
Duniya ke rang sunehre hain
Lekin kisine tere noor nahi
Roshani roshani roshani roshani..
Haan chanda ki chandni ko dekha hai

Jab bhi tu hsane lagti hain
Har dil mein basne lagti hain
Aankhon mein tere sitaare hain
Tere liye ye hazare hain
Jhuganu ke khoob sarare hain
Bijali ke khoob ishare hain
Lekin kisine tere noor nahi
Roshani roshani roshani roshani..
Haan chanda ki chandni ko dekha hai

Khilate kamal bhi pyaare
Rang ghazal ke nyaare hain
Koyal ki taal bhi hain pyaari
Sarso ki khoob hain phool wari
Harzara pyaara pyaara hain
Harzara ik sitaaara hain
Lekin kisine tere noor nahi
Roshani roshani roshani roshani..
Haan chanda ki chandni ko dekha hai

Chanda ki chandni ko dekha hai
Suraj mein kitana ujhala hai
Lekin kisine tere noor nahi
Roshani roshani roshani roshani..
Roshani roshani roshani roshani..
Roshani roshani roshani roshani..