Sajan Sajan Pukaru Galiyo Me (Male) Lyrics | Sajan

                        
                        sajan sajan,
sajan sajan pukaru galiyo me
sajan sajan pukaru galiyo me

mujhse kahti hai parwat
pe ghata chha chha ke
mujhse kahti hai parwat
pe ghata chha chha ke
o rama hansti hai purab
se hawa aa aa ke
wo chhupa hai dil me
aur na ja ja ke
kabhi phulo me dhundu
phulo me dhundu
kabhi kaliyo me
sajan sajan pukaru galiyo me
sajan sajan aaha ke
sajan sajan pukaru galiyo me.