Sanso Me Chandan Sa Aankho Me Kajal Sa Lyrics | Sajjo Rani

                        
                        saanso me chandan sa
aankho me kajal sa
hotho pe geeto sa
paanvo me payal sa
sapna mera sapna
pyara sapna sundar sapna

chhalka jo ghadta tha pyar se
bechain firti thi kispe lutau
ik raja rani ki chahat anokhi thi
kisko kahani sunau
ik sukh ko tarsi thi
aanchal ko kore laga de koi daag
sapna mera sapna
pyara sapna mitha sapna
jo kal aankho me tha aaj baaho me hai
mera sapna pyara sapna
mitha sapna mera sapna.