Meri Bagh Ki Chidiya Sun Lyrics | Sati Aur Bhagwan

Lyricist : Kavi Pradeep
Music Director : S Soni , Usha Khanna
Singer : Suresh Wadkar
                        
                        meri baag ki chidhiya sun
karam kati na hi tale
meri baag ki chidhiya sun
karam kati na hi tale
is jag me honi par
kisi ka jor na chale
meri baag ki chidhiya sun
o meri bholi bitiya sun
karam kati na hi tale
karam kati na hi tale

samay ke karan hota bitiya
sukh aur dukh ka fera, o ji
samay ke vash me sabka jiwan
kya mera kya tera, o ji
sab kuch badle jag me
par bhaag hi na badle
meri baag ki chidhiya sun
o meri bholi bitiya sun
karam kati na hi tale