Aye Dil Na Mujhe Yaad Dila Baate Purani Lyrics | Sawan Aya Re

                        
                        aye dil na mujhe yad dila bate purani
aye dil na mujhe yad dila bate purani
mai bhul raha bhul raha hu jo kahani
mai bhul raha bhul raha hu jo kahani
aye dil na mujhe yad dila bate purani
wo sanjh gualbi wo madhur chandani
rate wo sanjh gualbi wo madhur chandani rate
un unche pahado ke tale pyar ki bate
un unche pahado ke tale pyar ki bate
sawan ke mahine wo hawa rut wo suhani
sawan ke mahine wo hawa rut wo suhani
mat yad dila yad dila bate purani
mai bhul raha bhul raha hu jo kahani

aye dil na mujhe yad dila bate purani
lo dub raha suraj hui sanjh ki bela
sanjh ki bela dali par koi kuk raha panchi akela panchi akela
aankho me do bund liye hue kal ki kahani kal ki kahani
mat yad dila yad dila bate purani mat
yad dila yad dila bate purani
kismat ne kiya dur mujhe mil na sakega
dali se gira phul hu mai khil na sakunga
khil na sakunga aasu se likhi jati hai meri
ye kahani aasu se likhi jati hai
meri ye kahani aye dil na mujhe yad dila
bate purani aye dil na mujhe yad dila bate purani