Yeh Hawa Yeh Sama Lyrics | Shagufa

                        
                        Ye hawa ye shama chandani hai jawa
Tumhe layi meri fariyad yaha
Tumhe layi meri fariyad yaha

Mere darde jigar hai ye tera asar
Bad muddat ke unse mili hai najar
Mere darde jigar hai ye tera asar
Bad muddat ke unse mili hai nazar
Mere dil se utha aaho ka dhua
Mere dil se utha aaho ka dhua
Tumhe layi meri fariyad yaha
Tumhe layi meri fariyad yaha
Ye hawa ye shama chandani hai jawa
Tumhe layi meri fariyad yaha
Tumhe layi meri fariyad yaha

Tere aane se dil ki kali khil gayi
Tere aane se dil ki kali khil gayi
Zindagi ki kasam jindagi mil gayi
Zindagi ki kasam jindagi mil gayi
Hai nayi ye jami hai naya aasma
Hai nayi ye jami hai naya aasma
Tumhe layi meri fariyad yaha
Tumhe layi meri fariyad yaha
Ye hawa ye shama chandani hai jawa
Tumhe layi meri fariyad yaha
Tumhe layi meri fariyad yaha

Tum na aate agar mere ache sanam
Ruth jate jamane ki mahfil se hum
Tum na aate agar mere ache sanam
Ruth jate jamane ki mahfil se hum
Dhundte tum agar milta na nisha
Dhundte tum agar milta na nisha
Tumhe layi meri fariyad yaha
Tumhe layi meri fariyad yaha
Ye hawa ye shama chandani hai jawa
Tumhe layi meri fariyad yaha
Tumhe layi meri fariyad yaha.