Ye baat bade hi raz ki hai
Ye baat bade hi raz ki hai
Ye baat zamana kya jane
Ye baat bade hi raz ki hai
Ye baat zamana kya jane
Jo gum hai sham ke sine me
Wo gum parwana kya jane
Wo gum parwana kya jane
Wo gum parwana kya jane
Ye baat bade hi raz ki hai
Gum hota agar tere dil me
Tere dil me ji tere dil me
Gum hota agar tere dil me
To hamko jalati kyu shama
To hamko jalati kyu shama
Jo aag lagana sikha ho
Jo aag lagana sikha ho
Wo aag bujhana kya jane
Wo aag bujhana kya jane
Wo aag bujhana kya jane
Ye baat bade hi raz ki hai
Agar dawa hai ulfat ka
To rakho pas ulfat bhi
Jinka ishq sacha hai
Game dil kise kahte hai
Mohabbaat karne walo ki
Yahi to shan hoti hai
Shama ki tarah jalte hai
Magar khamosh rahte hai
Ye raz hai meri mahfil ka
Ye raz hai meri mahfil ka
Koi begana kya jane
Koi begana kya jane
Aji koi begana kya jane
Jo gum hai sham ke sine me
Wo gum parwana kya jane
Ye baat bade hi raz ki hai
Agar ulfat na hoti ye
Sina chak kyu hota
Teere hi aag me parwana
Jal kar khak kyu hota
Teri mahfil me yu to or
Bhi deewane aate hai
Par apni jan dene ko
Fakat parwane aate hai
Agar hum na hote ho tu bhi na hoti
Agar hum na hote ho tu bhi na hoti
Agar gul na hote ho gu bhi na hoti
Agar gul na hote ho gu bhi na hoti
Tere husn ka naz hai parwana
Tere ishq ka naz hai parwana
Tere husn ka naz hai parwana
Tere ishq ka naz hai parwana
Tera soz hai saz hai parwana
Teri aawaz hai parwana
Tera soz hai saz hai parwana
Teri aawaz hai parwana
Teri aan ban hai parwana
Teri shan shan hai parwana
Teri aan ban hai parwana
Teri shan shan hai parwana
Parwana parwana parwana
Magar phir bhi hasrat hai
Hua dil jispe deewana
Usi bedard sham se
Hame samjha hai begana
Ke jo aag lagana sikha ho
Wo aag bujhana kya jane
Wo aag bujhana kya jane
Wo aag bujhana kya jane
Ye baat bade hi raz ki hai
Na to husn hai kam na to ishq hai kam
Jab dono mile to pyar bana
Jab dono mile to pyar bana
Gul bhi the kahi bulbul bhi kayi
Jab dono mile guljar bana
Jab dono mile guljar bana
Jab tak ye dunia kayam hai
Ulfat ka rahega afsana
Ulfat ka rahega afsana
Jab jab bhi shama roshan hogi
Aata hi rahega parwana
Aata hi rahega parwana
Tera husn rahe
Tera husn rahe mera ishq rahe
Or pyar bhari takrar rahe
Or pyar bhari takrar rahe
Chahe mai na rahu
Chahe mai na rahu
Chahe tu na rahe
Par jinda hamara pyar rahe
Par jinda hamara pyar rahe
Jis dil me kisi ka ishq na ho
Wo ye afsana kya jane
Wo ye afsana kya jane
Wo ye afsana kya jane
Ye baat bade hi raz ki hai
Ye baat zamana kya jane.