Apni Yari Apna Pyar Lyrics | Sikandar Sadak Ka

                        
                        apni yaari apna yaar
jane ye sara sansar
apni yaari apna yaar
jane ye sara sansar
jaha bhi jaye dhum machaye
hum to hai yaaro ke yaar
apni yaari apna yaar
jane ye sara sansar
apni yaari apna yaar
jane ye sara sansar
jaha bhi jaye dhum machaye
hum to hai yaaro ke yaar
apni yaari apna yaar
jane ye sara sansar
apni yaari apna yaar
jane ye sara sansar
apna yarana hai humko jaan se bhi pyara
marte dum tak chhute kabhi sath na humara
hum dono jaye jaha, dekhe hume sara jahan
hum hai hawa ke jhoke, kabhi yaha kabhi waha
humko rok nahi payegi
duniya ki koi diwar
apni yaari apna yaar
jane ye sara sansar
are apni yaari apna yaar
jane ye sara sansar
apne rang hai hazaar koi kya pahchane humko
o sine apne faulad dilwale hi jane humko
chhaila ko bhi, laila ko bhi
mister ko bhi, madam ko bhi
khare ko bhi, khote ko bhi
chhote ko bhi, bade ko bhi
pyar se hi dekha hai sabko
hum dono aise dildar
apni yaari apna yaar
jane ye sara sansar
jaha bhi jaye dhum machaye
hum to hai yaaro ke yaar
apni yaari apna yaar
jane ye sara sansar

jaha bhi jaye dhum machaye
hum to hai yaaro ke yaar
apni yaari apna yaar
jane ye sara sansar
ha apni yaari apna yaar
jane ye sara sansar