Aa Jao Aa Bhi Jaao Lyrics | Sitam

Lyricist :
Music Director : Kamal ,  Nikhil-Vinay
Singer : Alka Yagnik
                        
                        aa jao aa bhi jao aa jao aa bhi jao
tumko kasam hai pyar ki kate se nahi katti hai
kate se nahi katti hai ab ghadiya intzar ki
aa jao aa bhi jao aa jao aa bhi jao
tumko kasam hai pyar ki
haye kate se nahi katti hai
kate se nahi katti hai ab ghadiya intzar ki
aa jao aa bhi jao aa jao aa bhi jao

madhoshiyo ka aalam jawa hai
aankho ke aage piche chaye dhua hai
chaya dhua hai aa jao aa bhi jao
aa jao aa bhi jao tumko kassam hai pyar ki
ha kate se nahi katti hai
kate se nahi katti hai ab ghadiya intzar ki
aa jao aa bhi jao aa jao aa bhi jao

nindo me tum ho khwabo me tum ho
dekhu jaha mai dekhu aankho me tum ho
aankho me tum ho aa jao aa bhi jao
aa jao aa bhi jao tumko kasam hai pyar ki
kate se nahi katti nahi
kate se nahi katti nahi ab ghadiya intzar ki
aao jao aa bhi jao haa aa jao aa bhi jao

tumko kasam hai pyar ki
haye kate se nahi katti hai
kate se nahi katti hai ab ghadiya intzar ki
aa jao aa bhi jao aa jao aa bhi jao
aa jao aa bhi jao haa aa jao aa bhi jao