Naak Lyrics | Sniff

                        
                        Nathani ka hanger
Mehak ki pudiya
Sabhi ke paas ek
Gudda ho ya gudiya
Kabhi sochta hoon
Kyun iski itani badi
Aadi tirchhi yaani crooked crooked
Bottel opner yaa hathkadi hathkadi

Chapti chaudi chhoti lambi
Aur chehre pe khili khili khili khili
Khili khili khili khili khili khili

O nathani ka hanger
O mehak ki pudiya
Sabhi ke paas ek
Gudda ho ya gudiya

Tal rahe hai kahin pe pakode
Yaa mud mud ki biryaani
Are naaki ki express way ke jariye
Aage aur jumu paani paani paani paani
Paani paani paani paani paani…

Nathani ka hanger humm…
Mehak ki pudiya ummm..
Sabhi ke paas ek
Gudda ho ya gudiya.