Indian Film History

Claim/Create Profile
Claim/Create

Kya Humne Socha Tha Lyrics | Starfish

                        
                        

Ek Sapna Tha Woh

Ek Toota Taara

Dhundhun Ab Kahan


Dil Ki Marzi Thi

Dil Ko Hi Haara

Jaane Kab Andhera Ho Gaya

Yeh Aasmaan


Kya Maine Socha Tha

Kya Maine Paaya

Khwaabon Ke Badle

Dhokha Hi Khaya



Inn Khaali Haath Mein

Ek Kal Ka Saaya

Kya Humne Socha Tha

Kya Humne Paaya


Khaali Kagaz Pe

Rangi Teri Hansi

Hawa Si Udd Chali Hmm


Kehte Kehte Hi

Adhoori Reh Gayi

Kahaani Yeh Kabhi

Jo Thi Humari Zindagi


Kya Maine Socha Tha

Kya Maine Paaya

Khwaabon Ke Badle

Dhokha Hi Khaya


Inn Khaali Haath Mein

Ek Kal Ka Saaya

Kya Humne Socha Tha

Kya Humne Paaya


Koyi Woh Ek Pal

Phir Mujhe Lauta De

Ya Abhi Bas Tujhe Bula De


Saath Mein Aaye The

Jis Jahan Mein Hum Kabhi

Woh Jahan Ab Koyi Bula De


Kya Maine Socha Tha

Kya Maine Paaya

Khwaabon Ke Badle


Inn Khaali Haath Mein

Ek Kal Ka Saaya

Kya Humne Socha Tha

Kya Humne Paaya


Kya Humne Socha Tha

Kya Humne Paaya

Kya Humne Socha Tha

Kya Humne Paaya