Farishta Nahin Mein Lyrics | Strangers

Lyricist : Javed Akhtar
Music Director : Uday Tiwari , Vinay Tiwari
Singer : Band Black
                        
                        Farishta nahin main
Farishta nahin main
Farishta nahin main
Jo ishq na kar sakun
Farishta nahin main
Farishta nahin main
Farishta nahin main
Jo ishq na kar sakun
Jo ishq na kar sakun
Jo ishq na kar sakun

Kitaabon mein lipati huyi
Koyi main khaani nahin
Kitaabon mein lipati huyi
Koyi main khaani nahin
Main jinda fasaana tera meri
Aankhon mein saanse
Leti hai ek jindagi

Masihaah nahi hun
Masihaah nahi hun
Masihaah nahi hun
Jo ishq na kar sakun
Jo ishq na kar sakun
Jo ishq na kar sakun

Kinaaron pe duba hun main
Wafaaon mein uljha hun main
Kinaaron pe duba hun main
Wafaaon mein uljha hun main
Tera hi junoon hai mujhe teri
Yaadon ko sajda
Karati hai aawaaragi
Main lamha nahin hun
Main lamha nahin hun
Main lamha nahin hun
Jo phir na aa sakoon
Jo phir na aa sakoon
Jo phir na aa sakoon.