Dil Do Nainon Mein, Bura Hua Ya Bhala Hua Lyrics | Sunehre Din

                        
                        dil do naino me kho gaya
bura hua ya bhala hua
jo hona tha so ho gaya
bura hua ya bhala hua

maine dil se kaha ye ulfat hai
dushvar hai ulfat ki rahe
maine dil se kaha jhutha jag hai
jhuthe jag ki jhuthi chahe
maine dil se kaha ye ulfat hai
dushvar hai ulfat ki rahe
maine dil se kaha jhutha jag hai
jhuthe jag ki jhuthi chahe
dil phir bhi tumhara ho gaya
bura hua ya bhala hua
dil do naino me bura hua ya bhala hua

jag bana hai jab se tumhi kaho
kisne dil dekar sukh paya
jag bana hai jab se tumhi kaho
is husn ne kise na thukraya
jag bana hai jab se tumhi kaho
kisne dil dekar sukh paya
jag bana hai jabase tumhi kaho
is husn ne kise na thukraya
dil phir bhi tumhara ho gaya
bura hua ya bhala hua
dil do naino me bura hua ya bhala hua