Tum Sang Ankhiya Mila Ke Lyrics | Sunehre Din

Lyricist : D N Madhok
Music Director : Satish Nigam , Gyan Dutt
Singer : Surinder Kaur
                        
                        tum sang ankhiya mila ke
tum sang ankhiya mila ke
neha lagake sajan more
mai haar gayi haar gayi
tum sang ankhiya mila ke
tum sang ankhiya mila ke
neha lagake sajan more
mai haar gayi haar gayi
tum sang ankhiya mila ke

sach kahu mai jee ki bat
nindiya na aaye sari sari raat
sach kahu mai jee ki bat
nindiya na aaye sari sari raat
garmi ki raat maine
ho sardi ki raat maine kaat li
barkha ki raat mohe maar gayi, maar gayi
tum sang ankhiya mila ke
tum sang ankhiya mila ke
neha lagake sajan more
mai haar gayi haar gayi
tum sang ankhiya mila ke

jis dil ko ab tak sambhala tha humne
sambhala tha humne
dekha kaha se balam ne
dekha kaha se balam ne
bura ho unki najaraiya ka haye ram
bura ho unki najaraiya ka haye ram
more karejwa se paar gayi paar gayi
tum sang ankhiya mila ke
tum sang ankhiya mila ke
neha lagake sajan more
mai haar gayi haar gayi
tum sang ankhiya mila ke