Umango Ke Din Bite Jaye Lyrics | Sunehre Din

                        umango ke din beete jaye bitate
bitate ye din hath na aaye
jawani ke din hai ye, haye jawani ke din hai ye
kisi ki ho ja ri gauri, kisi ko apna bana le
gauri jawani ke gun gaa le
umango ke din beete jaye
beet ke ye din hath na aaye

kisi ki ho ja re gauri, kisi ko apna bana le
gauri jawani ke gun gaa le

jawani ek nasha hai, jawani ek maja hai
ke jisme ke jisme insa ghume
aap ko apne ko chume
jawani ek nasha hai, jawani ek maja hai
ke jisme ke jisme insa ghume
aap ko apne ko chume
kisi ki ho ja ri gauri, kisi ko apna bana le
gauri jawani ke gun gaa le
umango ke din beete jaye
beet ke ye din hath na aaye
jawani ke din hai ye, haye jawani ke din hai ye
kisi ki ho ja ri gauri, kisi ko apna bana le
gauri jawani ke gun gaa le

jawani ek tarana ke jisko
ke jisko sune zamana
jisko gaaye wo dil ke jispe bani ho mushkil

gauri jawani ke gun gaale