Mai To Ho Gayi Re Badnaam Lete Lete Tera Naam Lyrics | Sunheri Nagin

                        
                        wafao ka aalam mitne laga hai
mohabbat ka dam fir ghutne laga hai
mai to ho gayi re badnam lete lete tera nam
mai to ho gayi re badnam lete lete tera nam
sawariya kisko du ilzam sawariya kisko du ilzam
mai to ho gayi re badnam lete lete tera nam
sawariya kisko du ilzam sawariya kisko du ilzam

ye dil to tera diwana hai
chahat se bhara paymana hai
itna bhi mujhe malum nahi
itna bhi mujhe malum nahi
apna hai ya begana hai mai to ho gayi re badnam
lete lete tera nam sawariya kisko du ilzam
sawariya kisko du ilzam ik teer jigar ke par hua
or dard gale ka har hua.