Mausam Hai Lyrics | Surakksha

                        
                        Mausam hai gaane ka
Gaane ka bajane ka
Sun ne ka suna ne ka
Hasne ka hasane ka
Raato ko jagane ka
Naino mein samane ka
Yeh jeevan yeh duniya
Sapna hai deewane ka
Yeh jeevan yeh duniya
Sapna hai deewane ka

Gun master gun master
I love you your mine
Gun master jee nine
Gun master jee nine

Aankhon mein hasti hai
Chaahat wo masti hai
Socho to mehangi hai
Lelo to sasti hai
Yeh jeevan yeh duniya
Sapna hai deewane ka
Yeh jeevan yeh duniya
Sapna hai deewane ka

Gun master gun master
I love you your mine
Gun master jee nine
Gun master jee nine

Har rasta manzil hai
Har toofan saahil hai
Har dhun hai ek nagma
Har nagma ek dil hai
Yeh jeevan yeh duniya
Sapna hai deewane ka
Yeh jeevan yeh duniya
Sapna hai deewane ka