Kuch Kehlo, Koi Kuch Nahin Kahega Lyrics | Takkar

                        
                        Kuch kah lo koi kuch nahi kahega
Kuch kah lo koi kuch nahi kahega
Achha bahana hai ke mausam suhana hai
Kuch kar lo koi kuch nahi kahega
Achha bahana hai ke ye dil diwana hai

Aaj is mulakat me badlo ki barat me
Kya maja aaya lagi na aag jo is barsat me
Aaj is mulakat me badlo ki barat me
Kya maja aaya lagi na aag jo is barsat me
Is rimjhim me dil lena koi kuch nahi kahega
Are achha bahana hai ke ye dil diwana hai
Kuch kar lo koi kuch nahi kahega

Ye ghata yu lahra gayi bijliyo se takra gayi
Aise me dar ke mai tere pas sajan aa gayi
Ye ghata yu lahra gayi bijliyo se takra gayi

Aise me dar ke mai tere pas sajan aa gayi
Is rimjhim me dil deta koi kuch nahi kahega
Are achha bahana hai ke ye dil diwana hai
Kuch kar lo koi kuch nahi kahega

Wo jo mujhko kahna na tha
Wo bhi maine to kah diya
Jo hua mujhko hua tumko nahi kuch hua
Wo jo mujhko kahna na tha
Wo bhi maine to kah diya
Jo hua mujhko hua tumko nahi kuch hua
Is rimjhim me dil rakhlo koi kuch nahi kahega
Are achha bahana hai ke ye dil diwana hai
Kuch kar lo koi kuch nahi kahega.