Indian Film History

Insaaf Lyrics

From Talvar (2015)

Lyricist
Gulzar
Duration
3:20
Jis din aakash be-daag hoga Chehra chand ka saaf hoga Jis din aakash be-daag hoga Chehra chand ka saaf hoga Jis din se maine aankhein kholi Insaaf, insaaf, insaaf hoga Behta kya, aankh mein, Ummeed nahi hai Aansoo kal mol toh hai, Khareed nahi hai Taraazoo uthega toh insaaf hoga Hoga, hoga, insaaf hoga Insaaf, insaaf, insaaf hoga Behti nadiyaan, rukti nahi hai Dooba dooba tara, tara dooba Toh bhi mukti nahin hai Gardan par hai, karz lahu ka Gardan dekar hi maaf hoga Insaaf, insaaf, insaaf hoga Jis din aakash be-daag hoga Chehra chand ka saaf hoga Jis din se maine aankhein kholi Insaaf, insaaf, insaaf hoga.

More songs from Talvar

Insaaf Lyrics - Talvar (2015) | Indian Film History