Yeh Kya Hua Lyrics | Tamanna

                        
                        Yeh Kya Hua Yeh Kya Hua
Yeh Kyu Hua Yeh Kyu Hua
Kab Se Sambhala Tha
Dil Ko Kaha Kho Gaya
Yeh Kya Hua Yeh Kya Hua
Yeh Kyu Hua Yeh Kyu Hua
Kab Se Sambhala Tha
Dil Ko Kaha Kho Gaya
Tune Churaya To Nahi
Apna Banaya To Nahi
Yeh Kya Hua Yeh Kya Hua
Yeh Kyu Hua Yeh Kyu Hua
Kab Se Sambhala Tha
Dil Ko Kaha Kho Gaya
Tune Churaya To Nahi
Apna Banaya To Nahi
Yeh Kya Hua Yeh Kya Hua
Yeh Kyu Hua Yeh Kyu Hua
Kab Se Sambhala Tha
Dil Ko Kaha Kho Gaya

Dil Dhadakta Hai Kab
Aankh Milti Hai Jab
Aankh Milti Hai Kab
Waqt Aata Hai Jab
Waqt Aata Hai Kab
Pyar Hota Hai Jab
Pyar Hota Hai Kab
Yaar Milta Hai Jab
Tune Churaya To Nahi
Apna Banaya To Nahi
Yeh Kya Hua Yeh Kya Hua
Yeh Kyu Hua Yeh Kyu Hua
Kab Se Sambhala Tha
Dil Ko Kaha Kho Gaya

Garm Sanse Hui
Jism Jalta Hai Kyu
Bewaja Raat Deen
Dil Machlata Hai Kyu
Aankh Se Aankh Ki Baat Hoti Hai Jab
Ghar Gali Rasta Lut Jata Hai Sab
Tune Churaya To Nahi
Apna Banaya To Nahi
Yeh Kya Hua Yeh Kya Hua
Yeh Kyu Hua Yeh Kyu Hua
Kab Se Sambhala Tha
Dil Ko Kaha Kho Gaya

Koi Dekhe Agar Tujhko Mere Siva
Mujhko Jane Wafa Kyu Lage Hai Bura
Yeh Jalan Yeh Chubhan Ishq Ki Reet Hai
Mein Teri Har Hu
Tu Meri Jeet Hai
Tune Churaya To Nahi
Apna Banaya To Nahi
Yeh Kya Hua Yeh Kya Hua
Yeh Kyu Hua Yeh Kyu Hua
Kab Se Sambhala Tha
Dil Ko Kaha Kho Gaya
Tune Churaya To Nahi
Apna Banaya To Nahi
Yeh Kya Hua Yeh Kya Hua
Yeh Kyu Hua Yeh Kyu Hua
Kab Se Sambhala Tha
Dil Ko Kaha Kho Gaya.