Mose Ruth Gayo Mora Sawariya Lyrics | Tarana

                        
                        mose ruth gayo mora sanwariya
kiski lagi hay hay kiski lagi
julmi najariya
mose ruth gayo mora sanwariya
kiski lagi hay hay kiski
lagi julmi najariya

pyar ki rahe anadi ka sath hai
lagi hamari ki laj tere hath hai
lagi hamari ki laj tere hath hai
tori kagaj ki naiya hai more sawariya
kagaj ki nayya hai more sawariya

kiski lagi hay hay kiski
lagi julmi najariya
mose ruth gayo mora sanwariya
kiski lagi hay hay kiski
lagi julmi najariya

jhuth muth ki prit jataye ke
soye gaye chup se balam ghar jaye ke
soye gaye chup se balam ghar jaye ke
inhe duje ke dil ki na koi khabariya
duje ke dil ki na koi khabariya
kiski lagi hay hay kiski
lagi julmi najariya
mose ruth gayo mora sanwariya
kiski lagi hay hay kiski
lagi julmi najariya