Dekha Tujhe To Dil Gane Laga Lyrics | Teesra Kaun

                        
                        Dekha tujhe to dil gane laga
Saanso mein jadu koi chhane laga
Jane jana o jane jana
Aaja aaja na
Aaja aaja na

Dekha tujhe to dil gane laga
Saanso mein jadu koi chhane laga
Jane jana o jane jana
Aaja aaja na
Aaja aaja na

Aa yaha deewani aaja
Jhumti deewani aaja
Pyar ki kahani aaja
Aa yaha deewani aaja
Jhumti deewani aaja
Pyar ki kahani aaja
Maine kahi dekhi nahi
Aisi hasi katil ada
Dekha tujhe to dil gane laga
Saanso mein jadu koi chhane laga
Jane jana o jane jana
Aaja aaja na
Aaja aaja na

Husn ki panaho mein hai
Pyar ki sadao mein hai
Tu meri nigaho mein hai
Pyar ki sadao mein hai
Tu meri nigaho mein hai
Tere liye aayi hu main
Mere liye teri wafa
Dekha tujhe to dil gane laga
Saanso mein jadu koi chhane laga
O jane jana o jane jana
Aaja aaja na
Aaja aaja na.