Kya Jeena Tere Bina Lyrics | Tere Bina Kya Jeena

                        
                        Kya jeena tere bina
Tere bina kya jeena
Kya jeena tere bina
Tere bina kya jeena
Ho tu nahin to main na
Haa main na jaan main na
Kya jeena tere bina
Tere bina kya jeena
Tu nahin to main na
Haa main na baba main na
Kya jeena tere bina
Tere bina kya jeena

Husn aur ishq ki kahaani hain
Nagma aur sher ki zhubani hain
Mauz hai josh hain jawaani hain
Kitni haseen zindagani hain
Roothna pal mein mana lena

Yahi ek pyaar ki nisani hain
Roothna pal mein mana lena
Yahi ek pyaar ki nisani hain
Jeena yahi hain jeena
O haseena o haseena
Kya jeena tere bina
Tere bina kya jeena
Kya jeena tere bina
Tere bina kya jeena

Saath tumhara hai to sab kuch hain
Zindagi ka matlab kuch hain
Tum nahi to kuch bhi nahi
Aarzoo dil mein na tadap kuch hain
Dono nahi ek ho jaaye
Ek duje mein kho jaaye
Dono nahi ek ho jaaye
Ek duje mein kho jaaye
Chain due pe kahin na
Kahin na kahin na
Kya jeena tere bina
Tere bina kya jeena
Kya jeena tere bina
Tere bina kya jeena
Ho tu nahin to main na

Haa main na baba main na
Kya jeena tere bina
Tere bina kya jeena.