Tanha Hoon Yaara Lyrics | Tere Liye

Lyricist : Abbas Tyrewala
Music Director : Anant Balani , Jeet Pritam
Singer : Hariharan
                        
                        Tanha hu yara dil ye hamara
Kuch kahe na paye
Nazare kar hi na paye ishara
Yado me tu hai sanso me tu hai
Gito se maine tujhko pukara
Tanha hu yara

Pariyo ki kahani
Kaise hamne samjh li hamari
Oo ho shayad gam se hara
Socha khushiyo ki aayi hai bhar
Na ruthege na tutege

Teri khushiyo se leke sahara
Tanha hu yara dil ye hamara
Kuch kahe na paye
Nazare kar hi na paye ishara

Soche ab aisi hai
Akeli hamari ye rate
Gito ki nazar se
Tujhko dhunde dhuno ki nigahe
Sun dil jana tu mil jana
Rasto me kahi to dubara
Tanha hu yara dil ye hamara
Kuch kahe na paye
Nazare kar hi na paye ishara
Yado me tu hai sanso me tu hai
Gito se maine tujhko pukara
Tanha hu yara.