Allah Tu Kitna Hai Mehrban Lyrics | The Light: Swami Vivekananda

                        
                        Ho allah tu kitna hai mehrban
Allah tu kitna hai mehrban
Hey ishwar tu kitna mahan
Hey ishwar tu kitna mahan
Phir kyun jagde hindu aur musalman
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah
Hey ishwar hey ishwar
Hey ishwar hey ishwar
Allah allah allah allah

Ho jitne mat hai utane path hai
Jitne mat hai utane path hai
Jo pani hai wohi jal hai
Wohi jal hai
Dharambhed na kar insaan
Keh gaye shri ram krishan mahaan
Allah allah allah allah

Jiv ki seva shiv ki seva
Jiv ki seva shiv ki seva
Sab dharmo ne yehi mana yehi mana
Prem ki jyoti jala insaan
Shri raam krishan ne diya ye gyan
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah
Hey ishwar hey ishwar
Hey ishwar hey ishwar

Hindu muslim sikh isai
Hindu muslim sikh isai
Aapas mein sab bhai bhai bhai bhai
Bharat maa ki hai ye sab santaan
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah
Hey ishwar hey ishwar
Hey ishwar hey ishwar
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah.