Janani Janmabhumi Lyrics | The Light: Swami Vivekananda

Lyricist :
Music Director : Utpal Sinha , Dr Hari Charan Verma
Singer : Suresh Wadkar
                        
                        Janani janmabhumi
Tu swarg se bhi hai badi
Bharat mata ki jai ho
Tu hai maa sabse pyari

Uttar mein hai himalay
Dakshin mein kanyakumari
Uttar mein hai himalay
Dakshin mein kanyakumari
Un charno ko sinchan kare
Saagar ki lehre saari
Un charno ko sinchan kare
Saagar ki lehre saari
Janani janmabhumi
Tu swarg se bhi hai badi
Bharat mata ki jai ho
Tu hai maa sabse pyari

Teri mitti ki sugandh ko
Failayenge jag sare
Tera naam hoga roshan
Dekhegi duniya saari
Tera naam hoga roshan
Tu hogi sabse nyari
Janani janmabhumi
Tu swarg se bhi hai badi
Bharat mata ki jai ho
Tu hai maa sabse pyari
Tu hogi sabse nyari
Tu hai maa sabse pyari
Tu hogi sabse nyari
Tu hai maa sabse pyari..