Kaise Kahu Man Ki Batiya Lyrics | The Light: Swami Vivekananda

                        
                        Kaise kahu man ki batiya o rama
Kaise kahu man ki batiya
More piya gaye pardesh re
Koi unko bulade koi unko bulave
Piya gaye pardesh re
Kaise kahu man ki batiya o rama
Kaise kahu man ki batiya

Aavan keh gaye aaj hu-na aaye
Aavan keh gaye aaj hu-na aaye
Birha ki ratiya sataye
Koi unko bulade
More piya gaye pardesh re
Kaise kahu man ki batiya o rama
Kaise kahu man ki batiya

Barse badariya chamake bijuriya
Barse badariya chamake bijuriya
Dar lage mohe aaye na nindiya
Koi unko bulade koi unko bulave
More piya gaye pardesh re
Kaise kahu man ki batiya o rama
Kaise kahu man ki batiya.